SEARCH RESULTS
Showing search results for "बरतो"
Ghazal MATCHES FOR "बरतो"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
ishq me.n 'miir' ke aadaab na barto ki yahaa.n
kaam chaltaa nahii.n ailaan-e-mohabbat ke baGair
Irfan Siddiqi
Ghazal
Ameer Raza Mazhari
Ghazal
tum use sirf namii kah ke Guluu mat barto
ashk ko dard hama-giir banaa detaa hai
Nawed fidaa sattii
Ghazal
Shams Khaalid
Ghazal
barto ik ek lafz ba.Dii ehtiyaat se
maa'nii pe cha.Dh na jaa.e kahii.n zang duur tak
Raza Vasfi
Ghazal
lafz jo barto saliiqe se baratnaa yaaro
ye bhii mumkin hai ki ik lafz hii rusvaa.ii de
Munawwar Nomani
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
vo KHvaab jo barso.n se na chehra na badan hai
vo KHvaab havaa.o.n me.n bikhar kyuu.n nahii.n jaataa
Nida Fazli
Ghazal
phir vaz'-e-ehtiyaat se rukne lagaa hai dam
barso.n hu.e hai.n chaak garebaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
dekhiye paate hai.n ushshaaq buto.n se kyaa faiz
ik barahman ne kahaa hai ki ye saal achchhaa hai