SEARCH RESULTS
Showing search results for "बाद-मस्ती-ए-हर"
Ghazal MATCHES FOR "बाद-मस्ती-ए-हर"
Ghazal
mastii-e-har-do-jahaa.n hai dil-e-aadam se ayaa.n
yahii behosh to hoshyaar hai allaah allaah
Mardan Safi
Ghazal
hai vahii bad-masti-e-har-zarra kaa KHud uzr-KHvaah
jis ke jalve se zamii.n taa aasmaa.n sarshaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kyuu.n jaante hai.n san.at-o-hirfat ko baaG-e-KHuld
Gairo.n kii ham nigaah me.n hai.n KHaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
phailii hu.ii hai mastii-e-daam-e-bahaar-e-nau
har ik ravish hai kaif kaa saamaa.n liye hu.e
Qazi Syed Mushtaq Naqvi
Ghazal
jhuum rahii hai har nazar mai-kada-e-suruur me.n
aaj fazaa pe chhaa ga.ii mastii-e-chashm-e-yaar kyaa
Muneer Bhopali
Ghazal
masti-e-rindaana ham sairaabi-e-mai-KHaana ham
gardish-e-taqdiir se hai.n gardish-e-paimaana ham
Ali Sardar Jafri
Ghazal
gulo.n kaa husn sabaa kaa KHiraam rang-e-chaman
har ik adaa me.n tirii mastii-e-bahaar mile
Anjum Azmi
Ghazal
ai mastii-e-ulfat sabaq-e-kufr diye jaa
jab tak mujhe har chiiz se inkaar na ho jaa.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
dil kii har laGzish-e-ma.asuum pe sau KHuld nisaar
mastii-e-jurm samajh shorish-e-ta.aziir na dekh
Adeeb Malegavi
Ghazal
kaarvaa.n me.n pas-o-pesh ek hai manzil sab kii
ho ga.ii rehlat-e-har-shaah-o-gadaa mere ba.ad
Meer Kallu Arsh
Ghazal
vo harf-e-marham-e-har-zaKHm yaad the 'afroz'
ab un ke baa'd to ham indimaal se bhii ga.e
Afroz Rizvi
Ghazal
Yaqoob Usmani
Ghazal
sajaa lo is ko yahaa.n taaq-e-har-samaa.at me.n
phir is ke baad bahut duur kii sadaa hai ko.ii
Naseem Ajmal
Ghazal
baada-mastii aa karaamat ho ke maiKHaane me.n aa
chal parii shiishe se u.D kar mere paimaane me.n aa
Natiq Gulavthi
Ghazal
adaa.e.n mast nigah mast chaal me.n mastii
is ek dil ke liye uf ye har jatan teraa
Hamid Allahabadi
Ghazal
ahl-e-kashtii tum ko ye har mauj detii hai payaam
paa.oge saahil magar tuufaa.n se Takraane ke ba.ad
Sharib Lakhnavi
Ghazal
bujh ga.ii sham-e-haram baab-e-kaliisaa na khulaa
khul ga.e zaKHm ke lab teraa dariicha na khulaa