SEARCH RESULTS
Showing search results for "बारिश-ए-रहमत"
Ghazal MATCHES FOR "बारिश-ए-रहमत"
Ghazal
daaman-e-dost ne boso.n se navaazaa 'rahmat'
mujh se behtar mire ashko.n kaa nasiiba niklaa
Rahmat Qarni
Ghazal
'rahmat' charaaG-e-KHaana-e-darvesh hai hayaat
yaa-rab! ko.ii to chaa.nd saa chehra dikhaa.ii de
Rahmat Qarni
Ghazal
ham banda-e-naachiiz gunahgaar hai.n lekin
vo bhii to zaraa baarish-e-rahmat nahii.n karte
Khursheed Akbar
Ghazal
tirii galii me.n barastii hai baarish-e-rahmat
yahaa.n se zarra bhii guzraa to aaftaab hu.aa
Rakesh Toofan
Ghazal
vo dekh sar pe chaadar-e-rahmat hai zau-fagan
chhaa.ii hai mai-kade pe ridaa-e-sahaab laa
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
chale the tez bahut ab ye haal hai 'rahmat'
na manzile.n hai.n na jaada dikhaa.ii detaa hai
Rahmat Amrohvi
Ghazal
ye kis maqaam pe ham aa ga.e hai.n ai 'rahmat'
na zindagii kii KHushii hai na maut kaa Gam hai
Rahmat Amrohvi
Ghazal
ek chauraahe pe KHaamosh kha.De hai.n 'rahmat'
kaun sii samt chalaa jaa.e ye ab sochte hai.n
Rahmat Amrohvi
Ghazal
'rahmat' jahaa.n ham aaj hai.n kal bhii vahii.n pe the
kahne ko yuu.n uruuj-e-vatan kah diyaa gayaa
Rahmat Amrohvi
Ghazal
Rahmat Amrohvi
Ghazal
ye jo aflaak ke aa.nsuu hai.n dikhaave ke hai.n bas
ham to baarish ke barasne me.n nahii.n aa.e.nge
Sameena Rahmat Manal
Ghazal
jin pe baarish-e-gul hai un kaa haal kyaa hogaa
zaKHm khaane vaale bhii baaG baaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
dekhtaa rahtaa hai hasrat se zamii.n ko aasmaa.n
mamba.a-e-anvaar-e-rahmat hai Thikaana aap kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
Raoof Khair
Ghazal
Nasira Zuberi
Ghazal
shaad ho kar dekhte ho tum hame.n
yuu.n nuzuul-e-abr-e-rahmat ho gayaa