SEARCH RESULTS
Showing search results for "बीन"
Ghazal MATCHES FOR "बीन"
Ghazal
sach kahte ho KHud-biin o KHud-aaraa huu.n na kyuu.n huu.n
baiThaa hai but-e-aa.ina-siimaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
KHud-biin-o-KHud-shanaas milaa KHud-numaa milaa
insaa.n ke bhes me.n mujhe aksar KHudaa milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
mushkil hai ik banda-e-haq-biin-o-haq-andesh
KHaashaak ke tode ko kahe koh-e-damaavand
Allama Iqbal
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
dono.n apne kaam ke maahir dono.n ba.De zahiin
saa.np hamesha phan lahraa.e aur saperaa biin
Irfan Siddiqi
Ghazal
muhaal hai ki tamaashaa tamaam ho 'shaahid'
tamaash-biin se mai.n KHush tamaash-bii.n mujh se
Shahid Zaki
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
jo us kii biin kii dhun par hu.aa hai raqs-andaaz
Thanii rahii hai usii saa.np kii sapere se
Azhar Nawaz
Ghazal
KHud-biin-o-KHud-shanaas hai vo is liye mujhe
vo shaKHs jab kabhii milaa Gam-aashnaa milaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
saa.npo.n ne man kii biin ko kaaTaa hai is tarah
the us ke paas jitne bhii lahre utar ga.e
Kunwar Bechain
Ghazal
tamaam bhii.D se aage nikal ke dekhte hai.n
tamaash-biin vo chehra uchhal ke dekhte hai.n