SEARCH RESULTS
Showing search results for "बेताबियाँ"
Ghazal MATCHES FOR "बेताबियाँ"
Ghazal
kyaa zamaane me.n yuu.n hii kaTtii hai raat
karvaTe.n betaabiyaa.n a.ng.Daa.iyaa.n
Kaif Bhopali
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
mire dil kii betaabiyaa.n bhii liye jaa
dabe paa.nv mu.nh pher kar jaane vaale
Jigar Moradabadi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
le zamii.n se aasmaa.n tak farsh thii.n betaabiyaa.n
shoKHii-e-baarish se mah favvaara-e-siimaab thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ye maujo.n kii be-taabiyaa.n kaun dekhe
mai.n saahil se ab lauTnaa chaahtaa huu.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Fayyaz Hashmi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
betaabiyaa.n nasiib na thii.n varna ham-nashii.n
ye kyaa zaruur thaa ki unhii.n par nazar pa.De
Akbar Allahabadi
Ghazal
sukuun paane lagaa huu.n Gam-e-mohabbat me.n
kahaa.n ga.ii.n mirii be-taabiyaa.n nahii.n ma.aluum
Shakeel Badayuni
Ghazal
be-taabiyaa.n bhii kitnii mu.nh-zor ho ga.ii.n hai.n
tuufaan jaate jaate kuchh mar liye to kyaa hai
Rauf Raza
Ghazal
ishq me.n be-taabiyaa.n hotii hai.n lekin ai 'hasan'
jis qadar bechain tum ho us qadar ko.ii na ho
Hasan Barelvi
Ghazal
be-taabiyaa.n sameT ke puuchhaa kare hai dil
qismat me.n apnii sub.h kaa taaraa to hai abhii
Kishwar Naheed
Ghazal
log kahte hai.n vo bhii hai.n bechain
kuchh ye be-taabiyaa.n idhar hii nahii.n
Bekhud Badayuni
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
tire KHayaal kii be-taabiyaa.n ma.aaz-allaah
ki ek baar bhulaa.e.n to laakh baar aa.e