SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-कनार"
Ghazal MATCHES FOR "बे-कनार"
Ghazal
samundaro.n kii tarah be-kanaar hone kii
kahii.n to rasm chale be-shumaar hone kii
Khizr Abbas
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
hisaar-e-zaat se nikal ke be-kanaar ham hu.e
zamiin-o-aasmaa.n kaa nuqra.ii Gubaar ham hu.e
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
aashob-e-aagahii kii shab-e-be-kanaar me.n
tere liye 'jamiil' ko.ii sochtaa to hai
Jameel Malik
Ghazal
maqtal se jab guzar ke hariifaana aa.iye
ik dasht-e-be-kanaar me.n phir ghar banaa.iye
Parvin Shere
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
phailaa hu.aa hai saamne sahraa-e-be-kanaar
aa.nkho.n me.n apnii le ke samundar kha.Daa huu.n mai.n
Salim Saleem
Ghazal
ghar par nazar karuu.n to bayaabaan saa lage
aur dasht-e-be-kanaar mujhe ghar dikhaa.ii de
Mohsin Zaidi
Ghazal
aarzuu-e-saahil se ham kinaaraa kyaa karte
jis taraf qadam uTThe bahr-e-be-kanaar aayaa
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
is bahr-e-be-kanaar me.n sahraa hai.n maujzan
dil me.n bahaar laa.e vo barsaat ho kabhii
Hidayatullah
Ghazal
jab dasht-e-be-kanaar me.n KHeme lagaa liye
phir aa.ndhiy.o.n ko merii sazaa kar diyaa gayaa