SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-ख़ौफ़"
Ghazal MATCHES FOR "बे-ख़ौफ़"
Ghazal
jo baat haqiiqat ho be-KHauf-o-KHatar kahiye
mai.n is kaa nahii.n qaa.il shabnam ko guhar kahiye
Haseeb Rehbar
Ghazal
Razi Badayuni
Ghazal
sochaa nahii.n be-KHauf-o-KHatar kaaT diyaa hai
us ne miraa har misra-‘e-tar kaaT diyaa hai
Jashn Abbas
Ghazal
ham akele hai.n to be-KHauf safar lagtaa hai
raah me.n duusraa mil jaa.e to Dar lagtaa hai
Rahib Maitreya
Ghazal
be-KHauf-e-Gair dil kii agar tarjumaa.n na ho
behtar hai is se ye ki sire se zabaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
faqat mire hii lahuu kii hai pyaas KHanjar ko
tum apnii raaho.n pe be-KHauf-o-be-KHatar jaa.o
Mahboob Anwar
Ghazal
Baldev Raaj
Ghazal
'mashkuur' hai.n kis KHayaal me.n mast
be-KHauf-o-KHatar se aa rahe hai.n
Mashkoor Husain Yaad
Ghazal
takiya zaanuu kaa mire kiijiye be-KHauf-o-KHatar
aap tashriif idhar laa.iye aur so rahiye
Meer Hasan
Ghazal
ye dushman kaa makaan apnaa hii ghar hai
lagaa de.n aap be-KHauf-o-KHatar aag
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
naag be-KHauf-o-KHatar phirte hai.n kuucha kuucha
bastiyo.n me.n nahii.n ab ko.ii saperaa shaayad
Om Prakash Laghar
Ghazal
pur-KHaar thii.n viiraa.n thii.n raahe.n to mohabbat kii
jaa.nbaaz tire lekin be-KHauf-o-KHatar aa.e
Zaki kakorvi
Ghazal
ja.ng maidaan se kamro.n me.n simaT aa.ii hai
ghar na jaanaa kabhii be-KHauf-o-KHatar auro.n ke
Shahid Jamal
Ghazal
vo manzil-e-maqsuud pe pahu.nchegaa yaqiinan
jo raah me.n chaltaa rahe be-KHauf-o-KHatar tez
Aasi Faiqi
Ghazal
mil ga.ii tere KHayaalo.n se tajallii dil ko
talKH raaho.n pe bhii be-KHauf-o-KHatar jaa.uu.ngaa