SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-ज़ार"
Ghazal MATCHES FOR "बे-ज़ार"
Ghazal
bahut be-zaar hotii jaa rahii huu.n
mai.n KHud par baar hotii jaa rahii huu.n
Ambarin Salahuddin
Ghazal
raanaa.i-e-kaunain se be-zaar hamii.n the
ham the tire jalvo.n ke talabgaar hamii.n the
Ehsan Danish
Ghazal
yaa.n hosh se be-zaar hu.aa bhii nahii.n jaataa
us bazm me.n hushyaar hu.aa bhii nahii.n jaataa
Fani Badayuni
Ghazal
shahr kaa shahr hai be-zaar kahaa.n jaa.uu.n mai.n
aur tanhaa.ii hai dushvaar kahaa.n jaa.uu.n mai.n
Khursheed Akbar
Ghazal
Fuzail Jafri
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
yaar ibtidaa-e-ishq se be-zaar hii rahaa
bedard dil ke dar piye aazaar hii rahaa
Hasrat Azimabadi
Ghazal
umr-e-abad se KHizr ko be-zaar dekh kar
KHush ho.n fusuun-e-nargis-e-biimaar dekh kar
Ravish Siddiqi
Ghazal
kaun kahtaa hai ki haalaat se be-zaar hai.n ham
ai vatan tere liye barsar-e-paikaar hai.n ham
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
Waliul Haq
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
kab kahaa.n kyaa mire dildaar uThaa laa.e.nge
vasl me.n bhii dil-e-be-zaar uThaa laa.e.nge
Ata Turab
Ghazal
be-zaar jaan se jo na hote to maa.ngte
shaahid shikaayato.n pe tirii mudda.ii se ham