SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-नौकरी"
Ghazal MATCHES FOR "बे-नौकरी"
Ghazal
shikva jo be-naukrii kaa karte hai.n naadaan hai.n
aap aaqaa hai kisii kaa jo ko.ii naukar nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
aisaa nahii.n ki zindagii hii raa.egaa.n hu.ii
is shaa.irii ke fan se to bas naukrii ga.ii
Anudil Shams
Ghazal
aise lage hai naukrii maal-e-haraam ke baGair
jaise ho 'daaG' kii Gazal baada o jaam ke baGair
Sarfaraz Shahid
Ghazal
ik naukrii kii aas me.n kitne hii mar ga.e
mai.n bhii to marne ke hii liye be-qaraar huu.n
Harsh Kumar Bhatnagar
Ghazal
Nisar Nasik
Ghazal
jahaa.n me.n abhii yuu.n to kyaa kyaa na hogaa
zamii.n par ko.ii tum saa paidaa na hogaa
Naseem Bharat Puri
Ghazal
Aamir Ata
Ghazal
yuu.n to merii zaat har pal dar-ba-dar hotii rahii
aa.nkh lekin sahn-e-husn-e-yaar par rakkhii rahii
Safar Naqvi
Ghazal
kisii mariiz kii chaaragarii na kar paa.e
ye ghar bhii duur mirii be-gharii na kar paa.e
Hamza Yaqub
Ghazal
saarii izzat naukrii se is zamaane me.n hai 'mehr'
jab hu.e be-kaar bas tauqiir aadhii rah ga.ii
Hatim Ali Mehr
Ghazal
'ajab visaal ki taqriib-e-ruu-numaa.ii nahii.n
phir aisaa hijr ki jis me.n kahii.n judaa.ii nahii.n