SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-हिसी"
Ghazal MATCHES FOR "बे-हिसी"
Ghazal
be-hisii par hissiyat kii daastaa.n likh diijiye
dhuup se ab barf par aab-e-ravaa.n likh diijiye
Zafar Sahbai
Ghazal
kuchh is tarah vajuud miraa be-hisii me.n thaa
ehsaas-e-Gam na lutf-e-KHushii zindagii me.n thaa
Mohammad Kaleem Ziya
Ghazal
be-hisii chehre kii lahje kii udaasii le gayaa
vo mire andar kii saarii bad-havaasii le gayaa
Saleem Ansari
Ghazal
suKHan ko be-hisii kii qaid se baahar nikaaluu.n
tumhaarii diid kaa ko.ii nayaa manzar nikaaluu.n
Yaqoob Yawar
Ghazal
gila hai apne muqaddar kii be-hisii se hame.n
aur is se ba.Dh ke shikaayat hai zindagii se hame.n
Naeem Saba
Ghazal
be-hisii kii dhuul me.n behis aTe rah jaa.e.nge
log apne apne firqo.n me.n baTe rah jaa.e.nge
Akhtar Shaikh
Ghazal
Shahid Mahmood
Ghazal
be-hisii rahtii hai jab madd-e-muqaabil tanhaa
zindagii Dhuu.nDhtii rah jaatii hai manzil tanhaa
Bismil Aazmi
Ghazal
be-hisii ab ke 'ajab dil pe ko.ii taarii hai
aa.nkh me.n ashk nahii.n kaisii 'azaa-daarii hai
Azra Naz
Ghazal
agarche be-hisii-e-dil mujhe gavaaraa nahii.n
baGair tark-e-mohabbat bhii ko.ii chaara nahii.n