SEARCH RESULTS
Showing search results for "बैत-ए-अबरू"
Ghazal MATCHES FOR "बैत-ए-अबरू"
Ghazal
ho.n ishaare Gair se aur dekhuu.n mai.n
bait-e-abruu kaa bhii ma.anaa khul gayaa
Nizam Rampuri
Ghazal
junuu.n me.n yaad hai ik bait-e-abruu
kahaa.n hai ab dimaaG-e-sher-KHvaanii
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
mehrbaanii kii tarah pahlii na bhuulo yak-ba-yak
bait-e-abruu kuu.n tum apnii taaza mazmuu.n mat karo
Siraj Aurangabadi
Ghazal
sharh likkhaa chaahiye us kii bayaaz-e-sub.h par
matla-e-KHurshiid bait-e-abruu-e-jaanaana hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kah ke ik misra.a mah-e-nau rah gayaa
ho sakaa kab bait-e-abruu kaa javaab
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
nargisii.n aa.nkh bhii hai abru-e-KHamdaar ke paas
duusrii aur bhii talvaar hai talvaar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
bosa mile kamaa.n kaa jo abruu-e-yaar kii
mehraab-e-bait-e-ka.aba me.n chillaa cha.Dhaa.uu.n mai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
shaad aa.nkho.n se kiyaa hai dekh 'ishq'
abru-e-jaanaa.n kii bait-e-intiKHaab
Ishq Aurangabadi
Ghazal
mahkaa hu.aa hai bait-e-huzan dekhnaa ko.ii
aayaa nasiim-e-misr kaa ho kaarvaa.n nahii.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
rahe mazmuun-e-Gam kii tarah is me.n
hamaaraa ghar hai yaa bait-e-hazii.n hai