SEARCH RESULTS
Showing search results for "बैसाखियाँ"
Ghazal MATCHES FOR "बैसाखियाँ"
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
kisii Gariib apaahij faqiir kii 'mohsin'
kisii amiir ne baisaakhiyaa.n churaa lii hai.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
ham is liye bhii na.e ham-safar talaash kare.n
hamaare haath me.n baisaakhiyaa.n puraanii hai.n
Sibt Ali Saba
Ghazal
to tum bhii merii tarah la.Dkha.Daane lag jaa.o
agar tumhaarii bhii baisaakhiyaa.n nikaalii jaa.e.n
Ahtamam Sadiq
Ghazal
mai.n na kahtaa thaa ki dil kii baat kahne ke liye
khokhle alfaaz kii baisaakhiyaa.n rah jaa.e.ngii
Khalid Siddiqui
Ghazal
mai.n use yaad kii baisaakhiyaa.n laa detii huu.n
shab apaahij hai sahaare se guzar jaatii hai
Muqaddas Malik
Ghazal
baisaakhiyaa.n rakhte hai.n sabhii tere nagar me.n
'saajid' hii akelaa hai jo pairo.n pe kha.Daa hai
Zameeruddin Sajid
Ghazal
tumhaarii fikr kii baisaakhiyaa.n nahii.n lete
ham apnii fikr se apnaa jahaa.n banaate hai.n
Rakesh Rahi
Ghazal
vo dau.Dne kaa tasavvur bhii kar nahii.n sakte
jo apne zehn me.n baisaakhiyaa.n banaate hai.n
Khalid Akhlaq
Ghazal
Ahmad Jahangir
Ghazal
Mahwar Sirsivi
Ghazal
Anurag Arsh
Ghazal
to.D dii ummiid kii baisaakhiyaa.n haalaat ne
kaun jaane kis gha.Dii kyaa haadisa ho jaa.egaa
Mohammad Khan Sajid
Ghazal
baisaakhiyaa.n taraashne vaalo.n se puuchhiye
kitno.n ke ghar ujaa.D ke ashjaar tak ga.e
Mahwar Sirsivi
Ghazal
P P Srivastava Rind
Ghazal
dhundalke to nauha-KHvaanii me.n bahut masruuf hai.n
raat zaKHmii hai use baisaakhiyaa.n de diijiye