SEARCH RESULTS
Showing search results for "ब-उम्मीद"
Ghazal MATCHES FOR "ब-उम्मीद"
Ghazal
Ali Abbas Ummeed
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
betaabiyo.n ne dil kii ba-ummiid-e-sharh-e-shauq
us jaa.n-navaaz ko bhii sitamgar banaa diyaa
Sehr Ishqabadi
Ghazal
sach kahaa hai ki ba-ummiid hai duniyaa qaa.im
dil-e-hasrat-zada bhii teraa tamannaa.ii hai
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
qaa.em hai vahaa.n diin bhii duniyaa bhii ba-ummiid
ham ko karam-e-rahmat-e-daavar hu.e maKHsuus
Sahir Dehlavi
Ghazal
mubaarak jazb-e-ulfat aaj to vo merii baalii.n par
ba-Garz-e-guftuguu aaya ba-ummiid-e-kalaam aaya
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
jo aa sako to bataa.o ki intizaar kare.n
vagarna apne muqaddar pe e.atibaar kare.n
Raees Warsi
Ghazal
maayuus KHud-ba-KHud dil-e-ummiid-vaar hai
is gul me.n buu KHizaa.n kii hai ra.ng-e-bahaar hai
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
tauba se mai.n KHajil ba-KHudaa-e-kariim thaa
tark-e-gunaah baa.is-e-jurm-e-aziim thaa
Rasikh Dehlvi
Ghazal
is ahd me.n ilaahii mohabbat ko kyaa hu.aa
chho.Daa vafaa ko un ne muravvat ko kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mumkin nahii.n ki ishq me.n Gam se mafar mile
mar jaa.uu.n mai.n qaraar kii suurat agar mile
Sabir Dehlavi
Ghazal
zarre zarre me.n nihaa.n ek nagii.n thaa pahle
lekin is dasht me.n dil aur kahii.n thaa pahle
Ali Tasif
Ghazal
mahshar-e-ummiid pahle dil me.n paidaa kiijiye
us kaa jalva dekhne kii phir tamanna kiijiye
Zabih Allahabadi
Ghazal
KHizaa.n ba-ra.ng-e-bahaaraa.n hai dekhiye kyaa ho
sukuu.n ke bhes me.n tuufaa.n hai dekhiye kyaa ho