SEARCH RESULTS
Showing search results for "ब-दस्तूर"
Ghazal MATCHES FOR "ब-दस्तूर"
Ghazal
mushtaaq ba-dastuur zamaana hai tumhaaraa
aane se fusuu.n-KHez na aanaa hai tumhaaraa
Anwar Shuoor
Ghazal
dard qaa.em hai ba-dastuur ba.Dii mushkil hai
chaaraagar ho ga.e majbuur ba.Dii mushkil hai
Farman Ziyai Sirojni
Ghazal
ik umr ba-dastuur guzar jaa.e to behtar
go dil me.n ba-dastuur Thaharne kii talab hai
Deepak Danish
Ghazal
aa.nkhe.n suukhii hu.ii naddiyaa.n ban ga.ii.n
aur tuufaa.n ba-dastuur aate rahe
Khumar Barabankavi
Ghazal
'faiz' jo pe.D lagaayaa hai adab kaa ham ne
jaarii rakhegaa ba-dastuur hamaaraa qissa
Faiz Khalilabadi
Ghazal
merii sachchaa.ii bayaa.n kar mire ash'aar ke saath
merii tasviir banaa aur ba-dastuur banaa
Aarif Nazeer
Ghazal
bedaariyo.n me.n aa.ii.n nazar ye to hai muhaal
maKHfii hai.n vaqt-e-KHvaab ba-dastuur pi.nDliyaa.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
mai.n use chaahte rahne me.n huu.n masruuf 'fidaa'
ye gunah mujh se ba-dastuur hu.aa jaataa hai
Nawed fidaa sattii
Ghazal
mere makaa.n ke sho.alo.n me.n jalne kii der thii
haalaat us ke baad ba-dastuur ho ga.e
Saifurrahman Abbad Ghazipuri
Ghazal
mirii talaash ba-dastuur ab bhii jaarii hai
vo mil gayaa hai mai.n khoyaa hu.aa saa lagtaa huu.n
Bashir Badr
Ghazal
Saeed Shahidi
Ghazal
tujhe mai.n kaise bataa.uu.n kahaa.n se kaisaa huu.n
ulajh rahe hai.n ba-dastuur pech-o-KHam mere
Afzal Gauhar Rao
Ghazal
uThaa do din ko aur shab ko ba-dastuur
ye sa.ng-e-aastaa.n hai aur mai.n huu.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
ham jale.n aatish-e-furqat se magar sad afsos
baar paa.e tirii KHalvat me.n ba-dastuur charaaG