SEARCH RESULTS
Showing search results for "भाए"
Ghazal MATCHES FOR "भाए"
Ghazal
mai.n apne paa.nv tale rau.ndtaa huu.n saa.e ko
badan miraa hii sahii dopahar na bhaa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
ummiid-e-dil-nashii.n sahii duniyaa hasii.n sahii
tere baGair kuchh bhii na bhaa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
mai.n ro.uu.n huu.n ronaa mujhe bhaa.e hai
kisii kaa bhalaa is me.n kyaa jaa.e hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
jab vo jaa.e to mujhe kuchh bhii na bhaa.e 'javvaad'
aur jab aa.e to kuchh aa.e na jaa.e haa.e
Jawad Sheikh
Ghazal
merii parvaaz kisii ko nahii.n bhaatii to na bhaa.e
kyaa karuu.n zehn 'muzaffar' miraa jibriilii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
naakaam hasrato.n kii ruudaad muKHtasar hai
bhaa.e vo kaam jii ko jin ko muhaal dekh
Mohammad Aazam
Ghazal
rone de, ha.nsaa mujh ko na hamdam ki tujhe ab
kuchh aur hii bhaataa hai mujhe bhaa.e hai kuchh aur
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
ye adab kaa hai maqaam ab rahne de ye mashvare
'aql laazim hai KHamoshii dil ko jab bhaa.e ko.ii
Priyamvada Ilhan
Ghazal
jin ko kabhii ik aa.nkh na ham bhaa.e the 'aKHtar'
ham ne un kii nafrat se bhii pyaar kiyaa thaa
Akhtar Shumar
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
justujuu vaale tumhaarii raah me.n mar miT ga.e
ek muddat se tumhe.n pardes hai.n bhaa.e hu.e
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
na bhaa.e log yahaa.n ke na shahr hii ye mujhe
magar mai.n KHud se hii kaise faraar ho jaa.uu.n
Gautam Rajrishi
Ghazal
dariyaa ko ho.n pasa.nd to paanii hame.n bulaa.e
sahraa ke man ko bhaa.e.n to miTTii pukaar le
imtiyaz Khan
Ghazal
phir aur ko.ii naGma bhaa.e na us ko 'baasir'
jo ek baar sun le jhankaar qaafiye kii
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
nazar ko bhaa.e jo manzar pahan ke niklaa hai
dhanak vo apne badan par pahan ke niklaa hai
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
hu.aa hai ye kyaa kuchh samajh me.n na aa.e
ko.ii bhii na us ke sivaa dil ko bhaa.e