SEARCH RESULTS
Showing search results for "भिजवा"
Ghazal MATCHES FOR "भिजवा"
Ghazal
bhijvaa diyaa bahisht me.n puuchhaa na dil kaa haal
kyaa KHuub faisla kiyaa is daad-KHvaah kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
bikne ke liye aap na baazaar me.n aa.e
bhijvaa diyaa yuusuf ko KHariidaar ke aage
Saqib Lakhnavi
Ghazal
majlis se apnii gul ko bhijvaa de phir chaman me.n
kis vaaste ki us kaa vo ra.ng-o-buu nahii.n yaa.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Saadi Gilani
Ghazal
paiGaam diyaa phir kabhii zahmat na kare.n ham
aur saath hii bhijvaa diyaa saamaan hamaaraa
Zafar Iqbal
Ghazal
gurez itnaa bhii saabir-'zafar' nahii.n achchhaa
payaam us ne jo bhijvaa.e hai.n chale jaa.o
Sabir Zafar
Ghazal
duur se phuul jise aap ne bhijvaa.e hai.n
aap se mil ke vo behtar bhii to ho saktaa hai
Shahbaz Nayyar
Ghazal
phuul bhijvaa.e kabhii she'r kiye naam tire
ham ne ai shaKHs tujhe yaad hai aksar rakkhaa