SEARCH RESULTS
Showing search results for "मक्का"
Ghazal MATCHES FOR "मक्का"
Ghazal
makka gayaa madiina gayaa karbalaa gayaa
jaisaa gayaa thaa vaisaa hii chal phir ke aa gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil kah rahaa thaa aur gha.Dii thii qubuul kii
makka bhii chaahiye hai madiina bhii chaahiye
Faisal Ajmi
Ghazal
shaiKH-e-makka ne pa.Dhaa.ii hai janaaze kii namaaz
log samjhe mujhe kyaa jaaniye kyaa mere ba.ad
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
ham bhii the kabhii KHuubi-e-taqdiir se 'parvii.n'
arfaat me.n muzdalfa me.n makka me.n minaa me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
mai.n ne maa.n ke qadmo.n me.n sar rakkhaa apnaa
is me.n makka aur madiina aa jaataa hai
Himal Pandya
Ghazal
Anwari Jahan Begum Hijab
Ghazal
hu.aa aKHbaar se saabit savaab-e-hajj-e-akbar hai
ziyaarat kar le ai Gaafil dil-e-aagaah makka hai
Ishq Aurangabadi
Ghazal
mai-kada se qasd makka kaa kiyaa hai kyaa kare.n
tauba ham se ho ga.ii ai mai-parastaa.n alvidaa.a
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
Hayat Rizvi Amrohvi
Ghazal
Taban Abdul Hai
Ghazal
isii roz o shab me.n ulajh kar na rah jaa
ki tere zamaan o makaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
jis kii saa.nso.n se mahakte the dar-o-baam tire
ai makaa.n bol kahaa.n ab vo makii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
'kaif' pardes me.n mat yaad karo apnaa makaa.n
ab ke baarish ne use to.D giraayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
mire guluu me.n hai ik naGma jibra.iil-aashob
sambhaal kar jise rakkhaa hai laa-makaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
charaaGo.n ke badle makaa.n jal rahe hai.n
nayaa hai zamaana na.ii raushnii hai