SEARCH RESULTS
Showing search results for "मसरूफ़-ए-जंग"
Ghazal MATCHES FOR "मसरूफ़-ए-जंग"
Ghazal
apno kii saazisho.n se hii masruuf-e-ja.ng huu.n
Gairo.n se dushmanii kii zaruurat nahii.n mujhe
Mohammad Askari Arif
Ghazal
Gaafil na jaaniye mujhe masruuf-e-ja.ng huu.n
us chup se jo kalaam se aage nikal ga.ii
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
daaman ko tere thaam ke raahat ba.Dii milii
ab tak mai.n apne aap se masruuf-e-ja.ng thaa
Amir Hamza Saqib
Ghazal
daaman ko tere thaam ke raahat ba.Dii milii
ab tak mai.n apne aap se masruuf-e-jang thaa
Amir Hamza Saqib
Ghazal
mai.n ahl-e-duniyaa se masruuf-e-ja.ng ho jaa.uu.n
ki pichhlii raat milaa hai mujhe ishaara-e-KHvaab
Salim Saleem
Ghazal
kamaa.n pe cha.Dh ke ba-shakl-e-KHada.ng honaa pa.Daa
hariif-e-amn se masruuf-e-ja.ng honaa pa.Daa
Zameer Atraulvi
Ghazal
taalib-e-sulh huu.n mai.n aur nazar taalib-e-ja.ng
raat din la.Dne pe tayyaar ba.Dii mushkil hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ta.amiil-e-hukm-e-rab me.n hai.n masruuf raat-din
is vaaste ye shams-o-qamar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
kitne masruuf hai.n masruur nahii.n phir bhii ye log
hai ye kyaa silsila-e-kaar-e-ziyaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
ab vaa'iz-o-zaahid hai.n baham dast-o-garebaa.n
ik jang-e-jamal aaj masaajid me.n chhi.Dii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
husn masruuf-e-tajalli-o-KHud-aaraa.ii hai
vo tamaasha hii nahii.n KHud bhii tamaashaa.ii hai
Bakhtiyar Ziya
Ghazal
masruuf-e-shukr-e-ne.mat-e-piir-e-muGaa.n rahuu.n
allaah mujh ko yuu.n hii pilaa.e jahaa.n rahuu.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
janaab-e-shaiKH bhii 'maKHmuur' shab ko rindo.n me.n
'ajiib haal se masruuf-e-va.az-o-pand rahe
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
masruuf-e-zikr-o-fikr ba-sad ijz-o-inkisaar
rab ke huzuur sar ko jhukaa.e hu.e badan