SEARCH RESULTS
Showing search results for "मसीहा-नफ़स"
Ghazal MATCHES FOR "मसीहा-नफ़स"
Ghazal
mahak mahak ke jagaatii rahii nasiim-e-sahar
labo.n pe yaar-e-masiihaa-nafas kaa naam liye
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
jallaad ko masiihaa-nafas kii sanad milii
insaan-dushmano.n ko payambar kahaa gayaa
Nau Bahar Sabir
Ghazal
tujhe ham masiihaa-nafas dar-haqiiqat
na samjhe agar ibn-e-mariyam na samjhe
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
bapaa hai jashn masiihaa-nafas kii aamad par
mariiz hai ki sa.nbhaltaa nazar nahii.n aataa
Masood Qureshi
Ghazal
jo mere dard kaa darmaa.n 'naziir' batlaataa
milegaa ab vo masiihaa-nafas kahaa.n mujh ko
Nazeer Ansari
Ghazal
puuchhe mire masiihaa-nafas se ko.ii 'na.iim'
taaq-e-badan me.n zaKHm kahaa.n tak jale rahe.n
Naeem Gilani
Ghazal
shauq hii ziist bhii hai ziist kii aagaahii bhii
is masiihaa-nafas-aazaar ko saffaak na kah
Zia Jalandhari
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ajiib shai hai tarah-daar bhii tamannaa bhii
raqiib-e-jaa.n bhii hai qaatil bhii hai masiihaa bhii
Syed Amin Ashraf
Ghazal
is se pahle mirii KHvaahish mujhe rusvaa kar de
izzat-e-nafs ko KHaaliq mire zinda kar de
Aalam Nizami
Ghazal
apnaa nafas nafas hai ki sho.ala kahe.n jise
vo zindagii hai aag kaa dariyaa kahe.n jise
Wahid Premi
Ghazal
apnaa nafas nafas hai ki sho.ala kahe.n jise
vo zindagii hai aag kaa dariyaa kahe.n jise
Wahid Premi
Ghazal
hai asliyat ki miraa husn-e-zan nahii.n ma.aluum
hu.aa hai kaun ye juzv-e-badan nahii.n ma.aluum