SEARCH RESULTS
Showing search results for "मस्लक"
Ghazal MATCHES FOR "मस्लक"
Ghazal
yahii maslak hai miraa, aur yahii meraa maqaam
aaj tak KHvaahish-e-mansab se alag baiThaa huu.n
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
baaruud kaa nahii.n miraa maslak daruud hai
mai.n KHair maa.ngtaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
zamii.n jab adl se bhar jaa.egii nuurun-alaa-nuur
ba-naam-e-maslak-o-maz.hab tamaashaa KHatm hogaa
Iftikhar Arif
Ghazal
suufii-o-rind ke maslak me.n sahii laakh tazaad
mastiyaa.n ek sii vaaraftagiyaa.n ek sii hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
nayaa maslak nayaa ra.ng-e-suKHan iijaad karte hai.n
uruus-e-sher ko ham qaid se aazaad karte hai.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
isii ne mujh se kahaa bai'at-e-yaziid na kar
isii ne mujh se kahaa maslak-e-husain pe chal
Ahmad Faraz
Ghazal
go maslak-e-tasliim-o-razaa bhii hai ko.ii chiiz
par Gairat-arbaab-e-vafaa bhii hai ko.ii chiiz
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tauba ke silsile me.n bas itnaa kahe.nge ham
maslak ho baada-noshii to tauba haraam hai
Shuja Khaavar
Ghazal
har maslak har maktab ishq nahii.n hotaa
sab logo.n kaa maz.hab ishq nahii.n hotaa
Moin Shadab
Ghazal
apnaa ham-maslak o hamraaz kise kahiye 'shakiil'
nazar us bazm me.n sab aate hai.n begaane se
Shakeel Badayuni
Ghazal
mohabbato.n me.n tuu shajre kaa bhii nahii.n mazkuur
tuu chaahtaa hai ki maslak pe guftuguu kii jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
pairav-e-maslak-e-tasliim-o-razaa hote hai.n
ham terii raah-e-mohabbat me.n fanaa hote hai.n
Hasrat Mohani
Ghazal
Afzal Parvez
Ghazal
Gaznavii to but-shikan Thahraa magar 'KHaatir' ye kyaa
tere maslak me.n use sajda ravaa kaise hu.aa
Khatir Ghaznavi
Ghazal
ai 'munavvar' mai.n huu.n ik aazaad mard
mashrab-o-maslak hai rindaana miraa