SEARCH RESULTS
Showing search results for "मस्लहत-बीं"
Ghazal MATCHES FOR "मस्लहत-बीं"
Ghazal
gaah gaah la.Dtaa rah aql-e-maslahat-bii.n se
gaah gaah letaa jaa haath me.n bhii paimaana
Amjad Najmi
Ghazal
hamaare ahd ke suqraat maslahat-bii.n hai.n
kisii ke haath me.n bhii zahr kaa pyaalaa nahii.n
Akram Jazib
Ghazal
maslahat-bii.n mire lashkar ke jiyaale saare
hausla laa.e.n kahaa.n se dil-e-asGar tujh saa
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Ain Salam
Ghazal
KHuub haatho.n-haath badla mil gayaa bedaad kaa
aashiyaa.n meraa jalaa ghar jal gayaa sayyaad kaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
haqiiqato.n ko samajh maslahat-shanaas na ban
fasiil-e-jabr se KHud bhii nikal ubhaar mujhe
Kavish Bat
Ghazal
jo daaG ban ke tamannaa tamaam ho jaa.e
hame.n to KHuun bhii ronaa haraam ho jaa.e
Akhtar Ansari
Ghazal
daroG-e-maslahat insaan kii zaruurat hai
ye fikr qurb-e-qayaamat nahii.n qayaamat hai
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
maslahat ke saath the chaalaak honaa hii pa.Daa
chand pal ko hii sahii saffaak honaa hii pa.Daa
Wasim Nadir
Ghazal
maslahat ke zaaviyo.n se kis qadar anjaan hai
aa.ino.n ke biich me.n patthar bahut hairaan hai
Shehpar Rasool
Ghazal
samajh sake na kabhii maslahat zamaane kii
bas is qusuur pe khaa.e hai.n baarhaa patthar
Sabiha Sumbul
Ghazal
ko.ii suurat ko.ii tadbiir nikaalii jaa.e
aabruu ishq-o-mohabbat kii bachaa lii jaa.e