SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुतवस्सित"
Ghazal MATCHES FOR "मुतवस्सित"
Ghazal
ham bhii aaKHir hai.n yake-az-mutavassit tabqa
maut ke baad bhii biimaar samajhiye ham ko
Fuzail Jafri
Ghazal
dilo.n me.n aaj tirii yaad muddato.n ke ba.ad
ba-chehra-e-mutabassim ba-chashm-e-tar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n apne aap se tho.Daa bahut muta.assir huu.n
ye merii zaat ko aazaar hai nahii.n hai kyaa
Tarkash Pradeep
Ghazal
tum aa ke kyaa mutabassim hu.e lahad par mirii
charaaG-e-gor-e-Gariibaa.n jalaa diyaa tum ne
Jameela Khatoon Tasneem
Ghazal
us ko har shab hai zavaal us ko nahii.n hai kuchh naqs
badr ko chehre se us ke mutamassil na karo
Aftab Shah Alam Sani
Ghazal
tum se muta.assir hai.n na.e ho.n ki puraane
usluub nayaa hai ki puraanaa hai tumhaaraa
Anwar Shuoor
Ghazal
us kii pursish pe jo dekhaa mutabassim mujh ko
raaz-daa.n ko mire andaaz pe ronaa aayaa
Shaghil Qadri
Ghazal
chehra chehra mutabassim hai tirii mahfil me.n
phir bhii ik chehra abhii diida-e-tar rakhtaa hai
Mashkoor Muradabadi
Ghazal
faqiir bhii mutarassid nigaah-e-lutf kaa hai
idhar bhii 'rind' miraa shahryaar dekh chuke
Rind Lakhnavi
Ghazal
muKHtasar us ko kiyaa hai mutabassim ho kar
varna ruudaad mire dard kii tuulaanii thii
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
aa.ina-KHaane me.n ye dekh rahaa huu.n 'raahat'
muKHtalif kyaa hai yahaa.n aur mutamassil kyaa hai
Rahat Hasan
Ghazal
kalii kalii mutabassim hai aarzuu.o.n kii
qadam qadam pe mohabbat me.n kaamraa.n huu.n mai.n
Fareed Javed
Ghazal
suud-o-ziyaa.n kii fikr hai karne lagaa 'sadaa'
shaayad fazaa se ve bhii muta.assir hai ho gayaa
Sada Ambalvi
Ghazal
taGayyuraat-e-zamaana se sab hu.e muta.assir
hamaarii raah vahii hai ki pesh-o-pas me.n nahii.n ham