SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुत्तक़ी"
Ghazal MATCHES FOR "मुत्तक़ी"
Ghazal
bataa rahii hai ye taqriib-e-mimbar-o-mehraab
ki muttaqii o riyaa-kaar jhuuT bolte hai.n
Imran Aami
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
piir-e-muGaa.n ke faiz se raushan hai mai-kada
saaGar kaa jo muriid nahii.n muttaqii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
har muttaqii ko is se sabaq lenaa chaahiye
jannat kii chaah ne jise shaddaad kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
ko.ii samjhaa rind ko.ii muttaqii
lab pe tauba haath me.n saaGar rahaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
jaisaa ki aap chaahte hai.n shaKHs paak-o-saaf
aisaa to shahr bhar me.n ko.ii muttaqii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
nigaah kii na KHilaaf-e-sharii.at-e-adabii
kisii ke husn-e-Gazal par ki muttaqii huu.n mai.n
Kazim Jarwali
Ghazal
mai.n muttaqii huu.n magar hausla gunaaho.n kaa
mire badan me.n gunahgaar se ziyaada hai
Qasim Yaqub
Ghazal
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
shoKH ho.n mai-kade ho.n mahfile.n ho.n
har jagah muttaqii rahe hai.n ham
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
muttaqii sab chhaT ga.e mujrim hii mujrim rah ga.e
josh me.n ab rahmat-e-parvardigaar aane ko hai