SEARCH RESULTS
Showing search results for "मैदान-ए-कर्बला"
Ghazal MATCHES FOR "मैदान-ए-कर्बला"
Ghazal
sitam ke daur me.n jiine ke vaaste 'minhaaj'
nazar ke saamne maidaan-e-karbalaa rakhiye
Abdullah Minhaj Khan
Ghazal
sahraa talab kaa goyaa maidaan-e-karbalaa hai
paa.nv me.n ret sar par talvaar bhii rahegii
Hameed Almas
Ghazal
qurbaaniyo.n ke faiz se KHaak-e-shifaa banii
maidaan-e-karbalaa me.n bahattar kii ret hai
Naziya Ghaus
Ghazal
namaaz-e-asr nahii.n pa.Dh sakii mirii vahshat
junuun-e-ishq ko maidaan-e-karbalaa to milaa
Abhinandan Pandey
Ghazal
kaTii hai karb-o-balaa me.n tamaam 'umr mirii
hayaat lagtii hai maidaan-e-karbalaa mujh ko
Abid Munavari
Ghazal
har ek samt sitam Dhaa rahe hai.n ibn-e-yaziid
lage hai hind bhii maidaan-e-karbalaa mujh ko
Mustaqeem Arshad
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'qudsii' to akelaa nahii.n maidaan-e-suKHan me.n
har kuucha-o-baazaar me.n fan-kaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
ek shikast-e-zaahirii fat.h bane to kis tarah
aa.iina-daar ban gayaa qissa-e-karbalaa ki yuu.n
S A Mehdi
Ghazal
tishnagii hogii jahaa.n be-saaKHta nauha-kunaa.n
us jagah ham daastaan-e-karbalaa le jaa.e.nge