SEARCH RESULTS
Showing search results for "मौज़ू-ए-गुफ़्तुगू"
Ghazal MATCHES FOR "मौज़ू-ए-गुफ़्तुगू"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
bin kar har ek bazm kaa mauzuu-e-guftuguu
shero.n me.n tere Gam ko samoyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
mauzuu-e-guftuguu thii mirii KHaamushii kahii.n
jo zahr pii chukaa thaa ugalnaa pa.Daa mujhe
Ameer Qazalbash
Ghazal
aa'saab me.n tanaav dilo.n me.n khi.nchaav thaa
mauzuu'-e-guftuguu yahii baazaar bhaav thaa
Iqbal Umar
Ghazal
aise buzurg bhii mile jin kii nashist me.n
mauzuu-e-guftuguu rahii aksar tirii sharaab
Akhtar Hashmi
Ghazal
tamaam shahr me.n mauzuu-e-guftuguu hai yahii
ki shaahzaadii Gulaamo.n me.n aa ke baiTh ga.ii
Munawwar Rana
Ghazal
chalegii baat jahaa.n terii kaj-adaa.ii kii
mirii vafaa bhii to mauzuu-e-guftuguu hogii
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
ab zindagii ke naam pe yuu.n chau.nktaa huu.n mai.n
jaise nayaa KHayaal hai mauzuu-e-guftuguu
Khurshid Ahmad Jami
Ghazal
raanaa.i-e-jamaal hai mauzuu-e-guftuguu
haalaat-e-haazira pe tumhaarii nazar nahii.n
Ajmal Abullais
Ghazal
raanaa.i-e-jamaal hai mauzuu-e-guftuguu
haalaat-e-haazira pe tumhaarii nazar nahii.n
Ajmal Abullais
Ghazal
KHud apne hone kaa har ik nishaa.n miTaa Daalaa
'shanaas' phir kahii.n mauzuu-e-guftuguu hu.e ham
Faheem Shanas Kazmi
Ghazal
tujhe Garaz kyaa ko.ii bhii mauzuu-e-guftuguu ho
har ik haqiiqat badal chukii jab hikaayato.n me.n
Mumtaz Rashid
Ghazal
mire sivaa nahii.n mauzuu-e-guftuguu ab bhii
ye aur baat ki ab vo inaayate.n chup hai.n
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
ba.De hii shauq se ham sharh-e-aarzuu karte
agar vo KHatm na mauzuu-e-guftuguu karte
Zahoor Biswani
Ghazal
kisii ne uTh ke yahaa.n se kahii.n nahii.n jaanaa
sajii hai bazm ki mauzuu-e-guftuguu tuu hai