SEARCH RESULTS
Showing search results for "यतीमों"
Ghazal MATCHES FOR "यतीमों"
Ghazal
hasrate.n apnii bilaktii.n na yatiimo.n kii tarah
ham ko aavaaz hii de lete zaraa jaate hu.e
Gulzar
Ghazal
ham ko kyaa matlab hasii.n hogii to hogii umr ye
ham yatiimo.n ke liye bachpan hamaaraa bojh hai
Khan Janbaz
Ghazal
ham yatiimo.n ko kahaa.n aate the naKHre karne
ya.anii jhag.Daa nahii.n hotaa thaa hamaare ghar me.n
Yunus Tahseen
Ghazal
ham yatiimo.n ko du.aa raas nahii.n aatii hai.n
ham yatiimo.n kaa KHudaa ko.ii nahii.n hotaa hai
Ashu Mishra
Ghazal
Anant Gupta
Ghazal
do yatiimo.n kii mohabbat hai ye jo u.Dte hu.e
KHushk patte mire ruKHsaar se lag jaate hai.n
Kuldeep Kumar
Ghazal
vo yatiimo.n ke mu.nh ko naa pahu.nche
jaane phir kyaa hu.aa nivaalo.n kaa
Syed Saddam Gilani Murad
Ghazal
KHudaa se tauba karo dard kii sadaa se bacho
Guruur chho.Do yatiimo.n kii baddu.aa se bachcho
Mustafa Dilkash
Ghazal
mai.n haath rakhtaa huu.n sar par sadaa yatiimo.n ke
yahii ‘amal mujhe duniyaa me.n surKH-ruu karegaa
Maqsood Aafaque
Ghazal
Asghar Nizami
Ghazal
tujhe KHabar hai yatiimo.n ke dard kii jin kii
zabaan par kabhii farmaa.ishe.n nahii.n aa.ii.n
Abdullah Ali Ejaz
Ghazal
du.aa-ba-dast yatiimo.n kii laaj rakhne ko
vo aasmaan se taare kashiid kartaa thaa
Shadab Javed
Ghazal
be-baso.n pe yatiimo.n pe ha.nstii rahii
fiqre be-kas pe duniyaa ye kastii rahii
Altaf Tanveer
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
yatiimo.n pe nazar-e-karam karne vaale
farishte tiraa pairahan chuumte hai.n
Shaikh Saleem Sahar
Ghazal
Rohit Gustakh
Ghazal
yatiimo.n ke sar par rakhaa dast-e-shafqat
vo kaafir to achchhaa musalmaan niklaa