SEARCH RESULTS
Showing search results for "रंगरेज़"
Ghazal MATCHES FOR "रंगरेज़"
Ghazal
ik laal-qil.a thaa jo miyaa.n zard pa.D gayaa
ab ra.ng-rez kaun se kis jaa se laa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
na lahuu kaa mausam-e-ra.ng-rez na dil na mai.n
ko.ii KHvaab thaa ki bikhar gayaa to KHabar hu.ii
Iftikhar Arif
Ghazal
Ajmal Siddiqui
Ghazal
har rang me.n hai.n paate bande KHudaa ke rozii
hai painter to phir kyaa ra.ngrez hai to phir kyaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
ra.ngrez kii dukaa.n me.n bhare huu.n hazaar ra.ng
turra vo hai jo yaar kii dastaar par khule
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ham tire rang me.n rang jaa.e.nge yaa phir ham ko
aap hii kii tarah ra.ng-rez kiyaa jaa.egaa
Rakesh Rahi
Ghazal
Navin C. Chaturvedi
Ghazal
tere ehsaas ne badlaa hai tasavvur kaa mizaaj
teraa gul-rang mirii fikr kaa ra.ngrez hu.aa
Nirmal Nadeem
Ghazal
Muneer Jafri
Ghazal
Muneer Jafri
Ghazal
merii o.Dhniyaa.n sab kesarii rang me.n ra.ngne ko
ra.ngrez miraa phir lauTegaa din badle.nge
Saima Zaidi
Ghazal
Jashn Abbas
Ghazal
is qadar hairaan kyo.n ho aaj mujh ko dekh kar
jis ne tum ko husn baKHshaa meraa bhii rangrez hai
Syed Tahir
Ghazal
kab tak chunrii par hii zulm ho.n ra.ngo.n ke
ra.ngreza terii bhii qabaa par barse rang