SEARCH RESULTS
Showing search results for "रखिए"
Ghazal MATCHES FOR "रखिए"
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
rah jaa.e ba.ad-e-vasl bhii cheTak lagii hu.ii
kuchh rakhiye kuchh nikaal ke armaan jaa.iye
Dagh Dehlvi
Ghazal
ab ek aadh qadam kaa hisaab kyaa rakhiye
abhii talak to vahii faasla lage hai mujhe
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ho sake to aap rakhiye apne aibo.n par nazar
duusro.n kii KHaamiyo.n par tabsira achchhaa nahii.n
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
lii hai a.ng.Daa.ii to phir haath uThaa kar rakhiye
Thahariye mai.n use lafzo.n kaa labaada de duu.n
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
rakhiye na mujh pe tark-e-mohabbat kii tohmate.n
jis kaa KHayaal tak bhii nahii.n hai ravaa mujhe
Hasrat Mohani
Ghazal
kuchh bhii ho aa.iina-e-dil ko musaffaa rakhiye
jo bhii guzre masal-e-KHusrav-e-dauraa.n chaliye
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
un kii yaado.n se taKHayyul ko sajaa.e rakhiye
ho kabhii un se mulaaqaat zaruurii to nahii.n
Gopal Krishn Shafaq
Ghazal
mai.n aur kuchh nahii.n kahtaa magar ye sun rakhiye
aduu kaa dil hai labaalab hasad se kiine se
Nizam Rampuri
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
aap daaman ko sitaaro.n se sajaa.e rakhiye
merii qismat me.n to patthar ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Kamil Bahzadi
Ghazal
ab ek aadh qadam kaa hisaab kyaa rakhiye
abhii talak to vahii faasla lage hai mujhe
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
kuchh ashk-e-KHuu.n bachaa ke bhii rakhiye ki shahr me.n
jo ho chukaa hai us se sivaa hone vaalaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
udaas rahnaa bhii ek kalaa hai udaas rahiye
kisii kisii ko ye fan milaa hai udaas rahiye
Balmohan panday
Ghazal
mai.n ne kahaa kabhii to tashriif laa.o bole
ma.azuur rakhiye vaqt-e-fursat nahii.n hai ko.ii