SEARCH RESULTS
Showing search results for "राह-ए-सफ़र"
Ghazal MATCHES FOR "राह-ए-सफ़र"
Ghazal
raah-e-safar me.n gard kabhii hai kabhii nahii.n
dil mubtalaa-e-dard kabhii hai kabhii nahii.n
Rahat Hasan
Ghazal
raah-e-safar me.n aaj ye manzar bhii aa.egaa
gulshan ke saath jaltaa hu.aa ghar bhii aa.egaa
Zafar Mujeebi
Ghazal
raah-e-safar me.n chiiz ko.ii kyaa thii mere paas
bas mai.n thaa aur vus.at-e-sahraa thii mere paas
Javed Shaheen
Ghazal
raah-e-ulfat me.n mile har aablo.n ko sah gayaa
kyaa dukhe.nge zaKHm ab KHud KHaar dukhne lagte hai.n
Shiv Safar
Ghazal
ab kaun ye samjhegaa 'safar' bar-sar-e-maqtal
ham larza-bar-andaam hai.n yaa jhuum rahe hai.n
Safar Naqvi
Ghazal
ik yaad sar-e-shaam safar kartii rahegii
aur qarya-e-jaa.n kuu-e-butaa.n hotaa rahegaa
Safar Naqvi
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
sarisht-e-husn kaa jalva dikhaa.e detaa hai
bha.nvar ke biich bichha.Dne kii raa.e detaa hai
Safar Naqvi
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
mai.n gard-e-raah-e-safar thaa kahaa.n thaa naqsh miraa
alag alag thaa mai.n sab se kamaal aisaa thaa
Surender Pandit Soz
Ghazal
baKHt-e-mehnat-aazmaa kii naa-rasaa.ii haa.e haa.e
miT gayaa huu.n jaada-e-raah-e-safar ke saamne
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
vo ajnabii thaa sar-e-raah luT gayaa 'nashtar'
charaaG-e-raah-e-safar kuu-ba-kuu nahii.n rahtaa
Abul Khair Nashtar
Ghazal
kahii.n sadaa-e-jaras hai na gard-e-raah-e-safar
Thahar gayaa hai kahaa.n qaafila tamannaa kaa
Javed Shaheen
Ghazal
Aila Tahir
Ghazal
kahii.n to paa-e-safar ko raah-e-hayaat kam thii
qadam ba.Dhaayaa to sair ko kaa.enaat kam thii