SEARCH RESULTS
Showing search results for "रिश्तों"
Ghazal MATCHES FOR "रिश्तों"
Ghazal
tamaam rishto.n ko mai.n ghar pe chho.D aayaa thaa
phir us ke baa'd mujhe ko.ii ajnabii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
shaa.ir hai aap ya.anii ki saste latiif-go
rishto.n ko dil se ro.iye sab ko ha.nsaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
jaane kab shahr ke rishto.n kaa badal jaa.e mizaaj
itnaa aasaa.n to nahii.n lauT ke ghar aanaa bhii
Waseem Barelvi
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
tuu samajhtaa hai ki rishto.n kii duhaa.ii de.nge
ham to vo hai.n tire chehre se dikhaa.ii de.nge
Waseem Barelvi
Ghazal
Krishn Bihari Noor
Ghazal
chand jazbaatii se rishto.n ke bachaane ko 'vasiim'
kaisaa kaisaa jabr apne aap par mai.n ne kiyaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vo TuuTte hu.e rishto.n kaa husn-e-aaKHir thaa
ki chup sii lag ga.ii dono.n ko baat karte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
chand rishto.n ke khilaune hai.n jo ham khelte hai.n
varna sab jaante hai.n kaun yahaa.n kis kaa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
hamesha sar pe rahii ik chaTaan rishto.n kii
ye bojh vo hai jise umr-bhar uThaayaa hai
Rahat Indori
Ghazal
KHaandaanii rishto.n me.n aksar raqaabat hai bahut
ghar se niklo to ye duniyaa KHuubsuurat hai bahut