SEARCH RESULTS
Showing search results for "रुकना"
Ghazal MATCHES FOR "रुकना"
Ghazal
chalne kaa hausla nahii.n ruknaa muhaal kar diyaa
ishq ke is safar ne to mujh ko niDhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
nazar niichii kiye us kaa guzarnaa paas se mere
zaraa sii der ruknaa phir sabaa-raftaar ho jaanaa
Munawwar Rana
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
kyaa kahaanii ko isii mo.D pa ruknaa hogaa
raushnii hai na samundar hai na barsaate.n hai.n
Javed Nasir
Ghazal
bol ai shaam-e-safar ra.ng-e-rihaa.ii kyaa hai
dil ko ruknaa hai ki taaro.n ko Thahar jaanaa hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
agar ruknaa nahii.n us ne hamaare paas to phir
hamaare raaste par se guzarnaa kis liye hai
Zafar Iqbal
Ghazal
sarhade.n achchhii ki sarhad pe na ruknaa achchhaa
sochiye aadmii achchhaa ki parinda achchhaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
tum ko to mujh se guftuguu karnaa pasand thaa
ab kyo.n mirii mazaar pe ruknaa nahii.n pasand
Kushal Dauneriya
Ghazal
paa.nv me.n aable the thakan umr bhar kii thii
ruknaa thaa baiThnaa thaa pa chalnaa pa.Daa mujhe
Adeel Zaidi
Ghazal
in pattharo.n ke saa.e me.n ruknaa fuzuul hai
be-barg-o-be-samar hai.n ye kohsaar dekhnaa
Imtiyaz Saghar
Ghazal
jab raste me.n us kii KHushbuu mil jaa.egii
ruknaa, chalnaa sab kuchh achchhaa ho jaa.egaa
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
kise maaluum hai ruknaa ki guzar jaanaa hai
shaam hai Thahrii hu.ii bahtaa hu.aa paanii hai
Akram Mahmud
Ghazal
Thahrii hii thii nigaah ki manzar badal gayaa
ruknaa pa.Daa mujhe kabhii chalnaa pa.Daa mujhe
Wali Aasi
Ghazal
mai.n us din terii aamad kaa nazaara sochtii thii
vo din jab tere jaane ke liye ruknaa pa.Daa thaa