SEARCH RESULTS
Showing search results for "रोएँ"
Ghazal MATCHES FOR "रोएँ"
Ghazal
mirii daastaan-e-hasrat vo sunaa sunaa ke ro.e
mire aazmaane vaale mujhe aazmaa ke ro.e
Saifuddin Saif
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
taskii.n ko ham na ro.e.n jo zauq-e-nazar mile
huuraan-e-KHuld me.n tirii suurat magar mile
Mirza Ghalib
Ghazal
be-ro.e misl-e-abr na niklaa Gubaar-e-dil
kahte the un ko barq-e-tabassum ha.nsii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ro.e.n na abhii ahl-e-nazar haal pe mere
honaa hai abhii mujh ko KHaraab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
so.e kahaa.n the aa.nkho.n ne takiye bhigo.e the
ham bhii kabhii kisii ke liye KHuub ro.e the
Bashir Badr
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
ye jo chehre se tumhe.n lagte hai.n biimaar se ham
KHuub ro.e hai.n lipaT kar dar-o-diivaar se ham
Wasi Shah
Ghazal
diid kii tamannaa me.n aa.nkh bhar ke ro.e the
ham bhii ek chehre ko yaad kar ke ro.e the
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
mirii daastaa.n mujhe hii miraa dil sunaa ke ro.e
kabhii ro ke muskuraa.e kabhii muskuraa ke ro.e
Rajendera Krishan
Ghazal
sau zindagii nisaar karuu.n aisii maut par
yuu.n ro.e zaar zaar tuu ahl-e-azaa ke saath