SEARCH RESULTS
Showing search results for "लज्ज़त-ए-दर्द-ए-ख़स्तगी"
Ghazal MATCHES FOR "लज्ज़त-ए-दर्द-ए-ख़स्तगी"
Ghazal
phir aashnaa-e-lazzat-e-dard-e-jigar hai.n ham
phir mahram-e-kashaakash-e-har-KHair-o-shar hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
lazzat-e-dard-e-jigar dost ba.Dhaa detaa hai
zaKHm ristaa hai to kuchh aur maza detaa hai
Mukesh Indori
Ghazal
lazzat-e-dard-e-KHastagii daulat-e-daaman-tahii
to.D ke saare hausle ab mujhe ye silaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
S. Nooruddin Anwar Bhopali
Ghazal
lazzat-e-dard-e-alam hii se sukuu.n aa jaa.e hai
dil miraa un kii navaazish se to ghabraa jaa.e hai
Syed Zahiruddin Zaheer
Ghazal
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
lazzat-e-dard kaa kuchh tujh ko pataa hai ki nahii.n
naasehaa tuu ne kabhii ishq kiyaa hai ki nahii.n
Alam Faizabadi
Ghazal
davaa-e-dard-e-Gam-o-iztiraab kyaa detaa
vo merii aa.nkho.n ko ra.ngiin KHvaab kyaa detaa
Afzal Allahabadi
Ghazal
hasrat-e-faisla-e-dard-e-jigar baaqii hai
aur abhii silsila-e-shaam-o-sahar baaqii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
Ishrat Anwar
Ghazal
naa-aashnaa-e-dard-e-dil-e-be-qaraar log
kyaa jaane.n aabruu-e-Gam-e-intizaar log
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
ilaaj-e-dard-e-dil-e-sogvaar ho na sakaa
vo Gam-navaaz rahaa Gam-gusaar ho na sakaa
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
jab tak KHalish-e-dard-e-KHudaa-daad rahegii
duniyaa dil-e-naashaad kii aabaad rahegii
Yagana Changezi
Ghazal
shoKHii-e-dard-e-dil-e-zaar gul-e-naGma hai
us kaa har lahja-e-guftaar gul-e-naGma hai