SEARCH RESULTS
Showing search results for "लेकिन"
Ghazal MATCHES FOR "लेकिन"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
kise pukaar rahaa thaa vo Duubtaa hu.aa din
sadaa to aa.ii thii lekin ko.ii duhaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
chashm-e-qaatil mirii dushman thii hamesha lekin
jaisii ab ho ga.ii qaatil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
dil fasurda to hu.aa dekh ke us ko lekin
umr bhar kaun javaa.n kaun hasii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
bojhal nazar aatii hai.n ba-zaahir mujhe lekin
khultii hai.n bahut dil me.n utar kar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
fareb de ke tiraa jism jiit luu.n lekin
mai.n pe.D kaaT ke kashtii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
achchhaa hai dil ke saath rahe paasbaan-e-aql
lekin kabhii kabhii ise tanhaa bhii chho.D de