SEARCH RESULTS
Showing search results for "वाक़ई"
Ghazal MATCHES FOR "वाक़ई"
Ghazal
kyuu.n na tashbiih use zulf se de.n aashiq-e-zaar
vaaqa.ii tuul-e-shab-e-hijr balaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
sham.o.n me.n ab nahii.n hai vo pahlii sii raushnii
kyaa vaaqa.ii vo anjuman-aaraa hai in dino.n
Qateel Shifai
Ghazal
agar ham vaaqa.ii kam-hausla hote mohabbat me.n
maraz ba.Dhne se pahle hii davaa tabdiil kar lete
Saleem Kausar
Ghazal
vaaqa.ii dono.n bahut mazluum hai.n naqqaad aur
maa.n kahe jaane kii hasrat me.n sulagtii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
Anwar Jalalpuri
Ghazal
vaaqa.ii nuur liye phirte hai.n sar pe ko.ii
apne atraaf jo saaya nahii.n rahne dete
Sagheer Malal
Ghazal
vaaqa.ii tum ko dikhaa.ii hii nahii.n detaa huu.n
yaa zaruurat hai tumhaarii miraa munkir honaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
ye hai ik vaaqa.ii tafsiil merii aap-biitii kii
bayaan-e-dard-e-dil ko ik kahaanii kaun kahtaa hai
Arsh Malsiyani
Ghazal
KHat vaaqa.ii kyaa KHuub hai ik parda-nashii.n kaa
alfaaz ibaarat ko chhupaane ke liye hai.n
Shuja Khaavar
Ghazal
yaa mehrbaaniyo.n ke hii qaabil nahii.n huu.n mai.n
yaa vaaqa'ii kisii ke sikhaa.e hu.e ho tum
Shakeel Badayuni
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Nazim Barelvi
Ghazal
va.ade kaa e'tibaar to hai vaaqa.ii mujhe
ye aur baat hai ki ha.nsii aa ga.ii mujhe