SEARCH RESULTS
Showing search results for "वीरान"
Ghazal MATCHES FOR "वीरान"
Ghazal
ye nayaa shahr to hai KHuub basaayaa tum ne
kyuu.n puraanaa hu.aa viiraan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
gho.nsle viiraan hai.n ab vo parinde hii kahaa.n
ik basere ke liye jo aab-o-daana chho.D de.n
Waseem Barelvi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ek uj.De hu.e viiraan kha.nDar me.n 'aazar'
naa-munaasib hai magar jaane ko jii chaahtaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
Ameer Imam
Ghazal
bichh.Daa kuchh is adaa se ki rut hii badal ga.ii
ik shaKHs saare shahr ko viiraan kar gayaa
Khalid Sharif
Ghazal
munhadim kar degaa aa kar saarii taamiiraat-e-dil
dekhte hii dekhte viiraan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
sulagte sochte viiraan mausamo.n kii tarah
ka.Daa thaa ahd-e-javaanii magar guzar bhii gayaa
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkh viiraan sahii phir bhii a.ndhero.n ko 'nasiir'
raushnii ban ke mire dil me.n utar jaanaa thaa
Naseer Turabi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ba.Daa viiraan mausam hai kabhii milne chale aa.o
har ik jaanib tiraa Gam hai kabhii milne chale aa.o
Adeem Hashmi
Ghazal
siine viiraan hu.e anjuman aabaad rahii
kitne gul-chehra ga.e kitne parii-ruu aa.e
Zia Jalandhari
Ghazal
duur viiraan basere me.n diyaa ho jaise
Gam kii diivaar se dekhaa to lagaa eid kaa chaa.nd
Saghar Siddiqui
Ghazal
mere viiraan dariicho.n me.n bhii KHushbuu jaage
vo mire ghar ke dar-o-baam sajaane aa.e
Parveen Shakir
Ghazal
shahr viiraan hu.e bahr bayaabaan hu.e
KHaak u.Dtii hai dar o dasht kii pahnaa.ii me.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
mai.n bhii be-kaar huu.n aur tum bhii ho viiraan bahut
dosto aaj na ghar jaa.o ki kuchh raat kaTe