SEARCH RESULTS
Showing search results for "शमशान"
Ghazal MATCHES FOR "शमशान"
Ghazal
abhii kuchh duur hai shamshaan lekin
badan se raakh jha.Dtii hai abhii se
Prakhar Malviya Kanha
Ghazal
tevar se us ke aag tamannaa me.n lag ga.ii
jalne lagaa hai dil miraa shamshaan kii tarah
Jafar Sahni
Ghazal
Abdussamad ’Tapish’
Ghazal
kal jise ghar se uThaa le ga.ii KHaakii vardii
aaj maa.n-baap use shamshaan liye jaate hai.n
Sardar Panchhi
Ghazal
Mansoor Aafaque
Ghazal
zinda insaan bhii jalte hai.n chitaa.o.n me.n jahaa.n
mulk ye aisaa hii shamshaan nazar aataa hai
Ahsan Imam Ahsan
Ghazal
Gyan Chand Jain
Ghazal
Satyadhar Satya
Ghazal
taa-umr rahii dafn mirii ruuh badan me.n
ya.anii ki mai.n taa-zindagii shamshaan rahaa huu.n
Tanmay Mishra
Ghazal
roz mujh me.n chitaae.n jaltii hai.n
ek shamshaan ho gayaa huu.n mai.n
Kaleem Noori Firozabadi
Ghazal
is jahaa.n ko jiitne ham ghar se nikle the magar
apne jalte KHvaabo.n kaa shamshaan le kar aa ga.e
Euphonic Amit
Ghazal
jannat-e-aabaad ko viiraan karte jaa.e.nge
gulsitaa.n ko paasbaa.n shamshaan karte jaa.e.nge
Kausar Tasniim Supauli
Ghazal
ghar me.n zinda hii jalaa dete hai.n insaano.n ko
ahmadaabaad me.n shamshaan nahii.n hote hai.n