SEARCH RESULTS
Showing search results for "शरारत"
Ghazal MATCHES FOR "शरारत"
Ghazal
vo aur vafaa-dushman maane.nge na maanaa hai
sab dil kii sharaarat hai aa.nkho.n kaa bahaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
band kar ke mirii aa.nkhe.n vo sharaarat se ha.nse
buujhe jaane kaa mai.n har roz tamaashaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
merii sham.o.n ko havaa.o.n ne bujhaayaa hogaa
ye bhii un kii hii sharaarat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
ba-zaahir un ko hayaa-daar log samjhe hai.n
hayaa me.n jo hai sharaarat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
hosh-o-junuu.n bhii ab to bas ik baat hai.n 'firaaq'
hotii hai us nazar kii sharaarat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
KHud ishq kii gustaaKHii sab tujh ko sikhaa degii
ai husn-e-hayaa-parvar shoKHii bhii sharaarat bhii
Hasrat Mohani
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
nigaah-e-aarzuu-aamoz kaa charchaa na ho jaa.e
sharaarat saadgii hii me.n kahii.n rusvaa na ho jaa.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ye jaam chhalkaa ki aa.nchal bahaar kaa Dhalkaa
shariir shosha sharaara shabaab shar shoKHii
Shahzad Qais
Ghazal
hashr ke din hame.n suujhii ye sharaarat achchhii
le chale KHuld me.n ham dekh ke suurat achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
jis ne tirii aa.nkho.n me.n sharaarat nahii.n dekhii
vo laakh kahe us ne mohabbat nahii.n dekhii