SEARCH RESULTS
Showing search results for "शर्बत"
Ghazal MATCHES FOR "शर्बत"
Ghazal
hai sabr jinhe.n talKH-kalaamii ko tumhaarii
sharbat hii bataate hai.n sam kah nahii.n sakte
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mai.n ne to tum se kii hii nahii.n ko.ii aarzuu
paanii ne kab kahaa thaa ki sharbat karo mujhe
Munawwar Rana
Ghazal
biimaar tandurust ho dekhe jo ro.e yaar
kyaa chaashnii hai sharbat-e-diidaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
ye kyaa samajh ke ka.Dve hote hai.n aap ham se
pii jaa.egaa kisii ko sharbat nahii.n hai ko.ii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
detii sharbat hai kise zahr bharii aa.nkh tirii
ain ehsaan hai vo zahr bhii gar detii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
puuchhe hai kyaa halaavt-e-talKHaaba-e-sarishk
sharbat hai baaG-e-KHuld-e-barii.n ke anaar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
apne diidaar kaa sharbat to pilaa de ham ko
ham to aa.e hai.n tire shahr se jaane ke liye
Rakesh Rahi
Ghazal
kahaa.n tak na behosh-o-be-KHud karegii
mai-e-vasl hai ko.ii sharbat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
biimaar-e-mohabbat thaa sivaa apne na ko.ii
ik mustahiq-e-sharbat-e-diidaar hamii.n the
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sharbat-e-vasl hai tanqiid kii KHaatir maujuud
tap-e-hijr aa ke badan ko na hamaare to.De
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dekh kar mahv-e-jamaal-e-yaar aa.nkhe.n ho ga.ii.n
jaam-haa-e-sharbat-e-diidaar aa.nkhe.n ho ga.ii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
gar na de sharbat-e-unnaab mujhe vo lab-e-laal
ishva-e-nargis-e-biimaar salaamat baashad