SEARCH RESULTS
Showing search results for "शर्मिंदा-ए-मरहम"
Ghazal MATCHES FOR "शर्मिंदा-ए-मरहम"
Ghazal
vo namak-afshaaniyaa.n qaatil ne kii.n
zaKHm-e-dil sharminda-e-marham rahaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
vo harf-e-aarzuu jis par mukammal zabt hai ab tak
kahii.n aisaa na ho sharminda-e-iz.haar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
tum namak-paashii karoge to maza aa jaa.egaa
zaKHm vo rakhtaa huu.n jo minnat-kash-e-marham nahii.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
zaKHm dete jaa.e.n lekin fikr-e-marham bhii kare.n
dard jab had se sivaa ho jaa.e to kam bhii kare.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
namak chhi.Dakte raho ye bhii hai masiihaa.ii
ye kyaa zaruurii ki marham hii zaKHm par baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mujh se na puuchh apnii hii teG-e-adaa se puuchh
kyuu.n terii chashm-e-lutf bhii marham na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
kise hai KHvaahish-e-marham-garii magar phir bhii
mai.n apne zaKHm dikhaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
pazhmurda bahut hai gul-e-gulzaar hamaaraa
sharminda-e-yak-gosha-e-dastaar na hove
Meer Taqi Meer
Ghazal
ise sharminda-e-iisaar-o-amal hone de
kaam degii tirii taqriir kahaa.n tak aaKHir
Talib Dehlavi
Ghazal
jaa.n dete hai.n jaa.n dene kaa saudaa nahii.n karte
sharminda-e-ejaaz-e-masiihaa nahii.n hote
Zehra Nigaah
Ghazal
meraa junuu.n nahii.n hai jo mausam ke faiz se
sharminda-e-bahaar-e-gulistaa.n dikhaa.ii de
Shabbir Kanpuri
Ghazal
sharminda-e-nigaah-e-karam ho ke rah gayaa
shikva zabaa.n pe shukr-e-sitam ho ke rah gayaa