SEARCH RESULTS
Showing search results for "शादी"
Ghazal MATCHES FOR "शादी"
Ghazal
kyaa hu.ii taqsiir ham se tuu bataa de ai 'naziir'
taaki shaadii-marg samjhe.n aise mar jaane ko ham
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
shaadi-e-marg kaa maahaul banaa rahtaa hai
aap aate hai.n rulaate hai.n chale jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
ek ha.ngaame pe mauquuf hai ghar kii raunaq
nauha-e-Gam hii sahii naGma-e-shaadii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hu.ii ik KHvaab se shaadii mirii tanhaa.ii kii
pahlii beTii hai udaasii mirii tanhaa.ii kii
Farhat Ehsas
Ghazal
Gam ke piichho raast kahte hai.n ki shaadii hove hai
hazrat-e-ramazaa.n ga.e tashriif le ab iid hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
mire shu.uur ko aavaara kar diyaa jis ne
vo marg-e-shaadii-o-Gam hii nahii.n kuchh aur bhii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
zaalim mire haasid kii to shaadii thii isii me.n
yaanii mujhe dar tak bhii tire baar na hotaa
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
shaadii-o-marg ne ye nukta bataayaa hai ki vaqt
tez-raftaar bhii hotaa hai nahii.n bhii hotaa
Afzal Khan
Ghazal
yaad hai shaadii me.n bhii ha.ngaama-e-yaa-rab mujhe
sub.ha-e-zaahid hu.aa hai KHanda zer-e-lab mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
afsos bahut der se aayaa hai tuu 'kaashir'
is paa.nch may ko mirii shaadii hai chalaa jaa