SEARCH RESULTS
Showing search results for "शाहकार"
Ghazal MATCHES FOR "शाहकार"
Ghazal
'aalam me.n jis kii dhuum thii us shaahkaar par
diimak ne jo likhe kabhii vo tabsire bhii dekh
Shakeb Jalali
Ghazal
na jaane sahv-e-qalam hai ki shaahkaar-e-qalam
balaa-e-husn ne fitne uThaa.e hai.n kyaa kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
ye shaahkaar kisii zid kaa shaaKHsaana hai
ulajh rahaa thaa bahut naqsh-e-avvalii.n mujh se
Shahid Zaki
Ghazal
ye taaj ye ajantaa elora ke shaahkaar
afsaane se likhe hai.n uruuj-o-zavaal ke
Krishn Bihari Noor
Ghazal
mai.n pattharo.n se hii sar ko paTaKH ke lauT aayaa
chaTaan kahtii rahii mujh me.n shaahkaar bhii hai
Adeem Hashmi
Ghazal
mohabbato.n me.n jo miT miT ke shaahkaar hu.aa
vo shaKHs kitnaa zamaane me.n yaadgaar hu.aa
Ibrahim Ashk
Ghazal
Salam Machhli shahri
Ghazal
havaa.e.n le u.Dii.n naqsh-e-kamaal kaa naira.ng
na jaane KHaak pe vo shaahkaar kis kaa thaa
Zeb Ghauri
Ghazal
thaa kamaal-e-kuuza-gar Dhaaltaa rahaa mujh ko
haa.n 'farah' lage barso.n shaah-kaar hone tak
Farah iqbal
Ghazal
ab us se ek ba.Daa naam ju.D gayaa 'az.har'
jo shaah-kaar mirii fikr ne banaayaa thaa
Azhar Inayati
Ghazal
alfaaz madah-KHvaa.n the qalam the bike hu.e
kaise taraash lete ko.ii shaah-kaar ham
Abdul Mateen Niyaz
Ghazal
kisii ne KHvaab ke reze palak palak chun kar
jo shaahkaar banaayaa hai TuuT saktaa hai
Anwar Shuoor
Ghazal
kisii 'aarzii KHushii kaa ba-KHushii shikaar hotaa
mujhe Gam kii azmato.n par jo na e'tibaar hotaa
Nazish Haidari
Ghazal
tahziib-e-nau kaa 'shaa.era' hai shaahkaar jhuuT
be-iKHtiyaar sach hu.aa baa-iKHtiyaar jhuuT
Shaira Waheed
Ghazal
Anwar Sadiqui
Ghazal
patthar taraash kar ke to ishvar banaa diyaa
apne hii shaahkaar se kyuu.n Dar gayaa huu.n mai.n
Nawab Shahabadi
Ghazal
qismat kii hai ye baat ki bantaa hai kis se kyaa
sab dekhte hai.n KHvaab kisii shaahkaar kaa