SEARCH RESULTS
Showing search results for "शिकस्त"
Ghazal MATCHES FOR "शिकस्त"
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
ye KHaamushii kaa zahr naso.n me.n utar na jaa.e
aavaaz kii shikast gavaaraa na kar abhii
Saqi Faruqi
Ghazal
mujh ko shikast-e-dil kaa mazaa yaad aa gayaa
tum kyuu.n udaas ho ga.e kyaa yaad aa gayaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
hotaa agar kuchh aur to hotaa anaa-parast
us kii razaa shikast-e-anaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
shikast-e-husn kaa jalva dikhaa ke luuT liyaa
nigaah niichii kiye sar jhukaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
shikast-e-zaat kaa iqraar aur kyaa hogaa
ki idda.a-e-vafaa bhii nahii.n rahaa ab to
Jaun Eliya
Ghazal
us kii shikast ho na kahii.n terii bhii shikast
ye aa.ina jo TuuT gayaa hai ise bhii dekh
Shakeb Jalali
Ghazal
ye hausla bhii ba.Dii baat hai shikast ke ba.ad
ki duusro.n ko to ilzaam-e-naa-rasaa.ii na duu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n reza reza to hotaa huu.n har shikast ke ba.ad
magar niDhaal bahut der tak nahii.n rahtaa
Noon Meem Danish
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
ye sukuut-e-naaz ye dil kii rago.n kaa TuuTnaa
KHaamushii me.n kuchh shikast-e-saaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dil ke mu.aamlaat me.n naaseh shikast kyaa
sau baar husn par bhii ye ilzaam aa gayaa