SEARCH RESULTS
Showing search results for "शीराज़ा-बंदी"
Ghazal MATCHES FOR "शीराज़ा-बंदी"
Ghazal
tumhe.n to faKHr thaa shiiraaza-bandii-e-jaa.n par
hamaaraa kyaa hai ki ham to bikharne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
zaruurii hai shiiraaza-bandii chaman kii
'amal kar ke duniyaa ko jannat banaa lo
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
Rishi Patialvi
Ghazal
shiiraaza-band-e-dair-o-haram hai miraa niyaaz
jo mai.n na huu.n to shaiKH kahaa.n barhaman kahaa.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
shiiraaza-band-e-dard-e-tasalsul hai zulf-e-yaar
aaGaaz-e-mudda.aa kii ko.ii intihaa nahii.n
Bekhud Mohani
Ghazal
Ibraheem Khaleel
Ghazal
rahne ko ek aur badan chaahiye mujhe
ya.anii ki phir se taaza ghuTan chaahiye mujhe
Shiraz Ali
Ghazal
ehsaan ek mujh pe ye kar jaanaa chaahiye
un ko mohabbato.n se mukar jaanaa chaahiye
Ahsan Gulfam
Ghazal
us pe kyaa guzregii vaqt marg andaaza lagaa
muntashir hastii kaa apnii jis ko shiiraaza lagaa
Aasi Faiqi
Ghazal
nauKHez gulaabo.n kii mahak taaza nahii.n hai
kaliyo.n ke chaTaKHne kaa bhii aavaaza nahii.n hai
Snober Hayat Jatoi
Ghazal
Nadim Ashrafi Burhanpuri
Ghazal
thii mohabbat kabhii aaj-kal to nahii.n
sun mirii jaan ab yuu.n badal to nahii.n
Syed Wajih Ul Hassan Sherazi
Ghazal
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n taraashuu.n za.iif hone tak
javaan qaafiye buu.Dhii radiif hone tak
Ali Shiran
Ghazal
ba.Dii hii a.ndherii Dagar hai miyaa.n
jahaa.n ham faqiiro.n kaa ghar hai miyaa.n
Saleem Shirazi
Ghazal
kisii kaa aks-e-badan thaa na vo sharaara thaa
to mai.n ne KHema-e-shab se kise pukaaraa thaa