SEARCH RESULTS
Showing search results for "शुग़्ल-ए-मय-परस्ती"
Ghazal MATCHES FOR "शुग़्ल-ए-मय-परस्ती"
Ghazal
shuGl-e-mai-parastii go jashn-e-naa-muraadii thaa
yuu.n bhii kaT ga.e kuchh din tere sogvaaro.n ke
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ham se khul jaa.o ba-vaqt-e-mai-parastii ek din
varna ham chhe.De.nge rakh kar uzr-e-mastii ek din
Mirza Ghalib
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
majlis-e-vaaz me.n kyaa merii zaruurat naaseh
ghar me.n baiThaa hu.aa shuGl-e-mai-o-miinaa na karuu.n
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
kaalii kaalii ghaTaa barastii hai
aaj kyaa lutf-e-mai-parastii hai
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
sune to kaun sune mai-kade me.n vaa.iz kii
yahaa.n vahii hai.n jinhe.n shaGl-e-mai-parastii hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
fasl-e-gul hai havaa me.n mastii hai
aaj-kal lutf-e-mai-parastii hai
Shoaib Ahmad Merathi Nudrat
Ghazal
piirii me.n shuGl-e-mai hai javaananaa roz-o-shab
buu-e-bahaar aatii hamaarii KHizaa.n me.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
gar yuu.n hii ba.Dhtaa rahaa din raat shuGl-e-mai-kashii
ek din is mai-kade ke piir ban jaa.e.nge ham
Azm Shakri
Ghazal
himmato.n ke bal uTTho KHud-ravii ke bal niklo
laGzisho.n ke bal chalnaa na.ng-e-mai-parastii hai
Baldev Raaj
Ghazal
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
zahr-e-chashm-e-saaqii me.n kuchh ajiib mastii hai
Garq kufr o iimaa.n hai.n daur-e-mai-parastii hai
Ravish Siddiqi
Ghazal
Nihal Sevharvi
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
Nazish Haidari
Ghazal
mah-e-siyaam me.n go man.a-e-mai-parastii hai
magar huu.n mast ki har roz faaqa-mastii hai
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
nazr-e-tauba ham kare.nge mai-parastii ek din
Dhuu.nDhtii rah jaa.egii ye bazm-e-mastii ek din