SEARCH RESULTS
Showing search results for "शुद्ध"
Ghazal MATCHES FOR "शुद्ध"
Ghazal
KHud apne aa.nsuu.o.n se paap dho liye mai.n ne
ki is se shuddh ko.ii jal nahii.n milaa mujh ko
Kunal Danish
Ghazal
ik ajab aamad-o-shud hai ki na maazii hai na haal
'jaun' barpaa ka.ii naslo.n kaa safar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
har nazar se nazar-andaaz-shuda manzar huu.n
vo madaarii huu.n jo rahgiir nahii.n khii.nch sakaa
Umair Najmi
Ghazal
gum-shuda bastii musaafir lauT kar aate nahii.n
mo.ajaza aisaa magar baar-e-digar hone ko hai
Parveen Shakir
Ghazal
kahaaniyo.n ke vo kirdaar jo likhe na ga.e
KHabar se hazf-shuda vaaqi.aat hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
muddat samet jumla zavaabit ho.n tai-shuda
ya.anii ta.alluqaat ubuurii banaa.uu.ngaa
Umair Najmi
Ghazal
ajiib daur hai ye tai-shuda nahii.n kuchh bhii
na chaa.nd shab me.n na suuraj sahar me.n rahtaa hai
Nida Fazli
Ghazal
KHaak tak kuucha-e-dildaar kii chhaanii ham ne
justujuu kii pe dil-e-gum-shuda paayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
dil KHuu.n-shuda-e-kashmakash-e-hasrat-e-diidaar
aa.iina ba-dast-e-but-e-bad-mast hinaa hai