SEARCH RESULTS
Showing search results for "संग-ए-गिराँ-बार"
Ghazal MATCHES FOR "संग-ए-गिराँ-बार"
Ghazal
pal bhar me.n bikhar jaa.e.nge yaado.n ke zaKHiire
jab zehn pe ik sa.ng-e-giraa.n-baar lagegaa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
zaKHm ke chaa.nd na raato.n ko mire dil me.n utaar
mere siine pe na rakh sa.ng-e-giraa.n-baar bahut
Siddique Afghani
Ghazal
begaangii kaa abr-e-giraa.n-e-baar khul gayaa
shab mai.n ne us ko chhe.Daa to vo yaar khul gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
habs-e-daruu.n pe jism-e-giraa.n-baar sang thaa
vahshat pe merii arsa-e-aafaaq ta.ng thaa
Akram Naqqash
Ghazal
tesha-e-ishq ne to.Daa hai har ik sang-e-giraa.n
ishq ke zer-e-qadam juu-e-baqaa juu-e-ravaa.n
Payam Fatehpuri
Ghazal
yaad kaa sang-e-giraa.n ruuh kii gahraa.ii me.n
Duubtaa hai to ka.ii zaKHm ubhar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
nashaat-e-fasl-e-bahaaraa.n kii ho ga.ii aamad
shikoh-e-chashm-e-giraa.n-baar taabdaar nahii.n
Arman Khan Arman
Ghazal
mujh ko manzuur hai vo silsila-e-sa.ng-e-giraa.n
kohkan mujh se agar vaqt badalnaa chaahe
Khursheed Rizvi
Ghazal
har chand subuk-dast hu.e but-shikanii me.n
ham hai.n to abhii raah me.n hai sa.ng-e-giraa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
haalat-e-dil KHizaa.n kii suurat hai
ishq sang-e-giraa.n kii suurat hai
Syed Saddam Gilani Murad
Ghazal
KHamoshiyo.n kaa ye sang-e-giraa.n bhii bolegaa
abhii to maal abhii zar kalaam kartaa hai
Shoaib Ahmad Khan Shoaib
Ghazal
ka.ii pa.De hai.n farebii hisaar shiishe me.n
uThaa ke sang-e-giraa.n ko.ii maar shiishe me.n
Mohammad Ahmad Saqi
Ghazal
mohabbat me.n dil-saKHtiyaa.n aur bhii hai.n
uThaane ko sa.ng-e-giraa.n aur bhii hai.n