SEARCH RESULTS
Showing search results for "सताएगी"
Ghazal MATCHES FOR "सताएगी"
Ghazal
sunaa hai din ko use titliyaa.n sataatii hai.n
sunaa hai raat ko jugnuu Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mai.n ne sochaa ki sataa.egii bahut pyaas mujhe
pii gayaa jho.nk me.n bas aa ke samundar saaraa
Kausar Mazhari
Ghazal
suune saavan me.n sataa.egii bahut purvaa.ii
dard ko dil me.n magar apne dabaa.e rakhnaa
Abdullah Kamal
Ghazal
kisii ko ab na sataa.egii marg-e-naa-maaluum
charaaG-e-daar jale mausam-e-saliib aayaa
Ram Riyaz
Ghazal
peT hai agar KHaalii phir kahaa.n kii KHuddaarii
bhuuk jab sataa.egii KHud ko bech khaa.egaa
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
qadam qadam pe jahaalat use sataa.egii
jo duur ho gayaa taa'liim aur ta.allum se
Ibrahim Noori
Ghazal
dard degii KHuun ke aa.nsuu rulaa.egii mujhe
zindagii tuu aur kis had tak sataa.egii mujhe
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
mujhe sataa.e.ngii kyaa gardishe.n zamaane kii
mai.n kal ke baare me.n ai dost sochtaa hii nahii.n
Danish Aligarhi
Ghazal
baGair us se mile us ke ghar se lauTii huu.n
kahaa.n ga.ii thii mujhe le ke saadgii merii
Kavita Kiran
Ghazal
shab-e-furqat me.n barastii hu.ii aa.nkho.n me.n kabhii
jab ko.ii KHvaab sajaa.egaa bahut ro.egaa
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
KHaamoshiyaa.n sataa.e.ngii ‘muskaan’ jis gha.Dii
tab yaad tujh ko ye miraa shikva bhii aa.egaa
Muskan Syed Riaz
Ghazal
sab uThaa kar le ga.ii.n merii junuu.n-saamaaniyaa.n
ab sataa.egii hame.n be-aKHtyaarii aur kyaa
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
dil se mujhe bhulaa sake.n aap ke bas me.n ye nahii.n
yaad mirii sataa.egii din se ziyaada raat me.n
Mustafa Husain Nayyar
Ghazal
Nisar Dinajpuri
Ghazal
Ahmad Imam
Ghazal
'saad' raaz-e-dil kah de aaj un se tuu jaa kar
umr-bhar sataa.egii tujh ko ye jhijhak varna