SEARCH RESULTS
Showing search results for "सराहने"
Ghazal MATCHES FOR "सराहने"
Ghazal
vo bhii saraahne lage arbaab-e-fan ke ba.ad
daad-e-suKHan milii mujhe tark-e-suKHan ke ba.ad
Kaifi Azmi
Ghazal
har baat pe jo mujh se ye kahte hai.n chup raho
kyaa apne husn ko bhii na de.nge saraahne
Mahtab Alam
Ghazal
munaafiqo.n ko saraahtaa huu.n munaafiqat se
shariif shaa.ir bhii ab kamiino.n se jaa milaa hai
Mannan Qdeer Mannan
Ghazal
vo ek baat jo afsaana ban ga.ii 'yaasir'
kisii kaa husn saraapaa saraahne tak hai
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
ghar sajaane kaa tasavvur to bahut baa'd kaa hai
pahle ye tai ho ki is ghar ko bachaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
aa.nkho.n me.n jo bhar loge to kaa.nTo.n se chubhe.nge
ye KHvaab to palko.n pe sajaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sabaa phir hame.n puuchhtii phir rahii hai
chaman ko sajaane ke din aa rahe hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
duur ke chaa.nd ko Dhuu.nDo na kisii aa.nchal me.n
ye ujaalaa nahii.n aa.ngan me.n samaane vaalaa
Nida Fazli
Ghazal
saamne hai jo use log buraa kahte hai.n
jis ko dekhaa hii nahii.n us ko KHudaa kahte hai.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
niklaa karo ye sham.a liye ghar se bhii baahar
kamre me.n sajaane ko musiibat nahii.n miltii
Nida Fazli
Ghazal
saamne jab ko.ii bharpuur javaanii aa.e
phir tabii.at me.n mirii kyuu.n na ravaanii aa.e
Saqi Amrohvi
Ghazal
haath patthar ko ba.Dhaa.uu.n to sagaan-e-duniyaa
hairatii ban ke dikhaate hai.n chale jaate hai.n