SEARCH RESULTS
Showing search results for "सालार"
Ghazal MATCHES FOR "सालार"
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
lashkar kii aa.nkh maal-e-Ganiimat pe hai lagii
saalaar-e-fauj aur kisii imtihaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
mufaahamat na sikhaa dushmano.n se ai saalaar
tirii taraf na kahii.n mo.D duu.n kamaan ko mai.n
Akhtar Usman
Ghazal
manzil-e-raah-ravaa.n duur bhii dushvaar bhii hai
ko.ii is qaafile me.n qaafila-saalaar bhii hai
Allama Iqbal
Ghazal
raabta laakh sahii qaafila-saalaar ke saath
ham ko chalnaa hai magar vaqt kii raftaar ke saath
Qateel Shifai
Ghazal
kabhii manzil kabhii raste ne hame.n saath diyaa
har qadam uljhe rahe qaafila-saalaar se ham
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
raaho.n me.n ko.ii aabla-paa ab nahii.n miltaa
raste me.n magar qaafila-saalaar bahut hai.n
Ada Jafarey
Ghazal
ban jaataa hai kaise ko.ii saalaar munaafiq
ye baat samajhne ko hai darkaar munaafiq
Danish Aziz
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
'raam' har-chand ka.ii log bichha.D jaate hai.n
qaafila qaafila-saalaar se jaa miltaa hai
Ram Riyaz
Ghazal
ek ek kar ke KHud se bichha.Dne lage hai.n ham
dekho to jaa ke qaafila-saalaar kaun hai
Saleem Kausar
Ghazal
luuTaa gayaa thaa kal jo sar-e-raah qaafila
us qaafile kaa qaafila-saalaar mai.n hii huu.n
Professor Mahmood Alam
Ghazal
chho.D kar matl.a Gazal damdaar hai be-kaar hai
jab sipah-saalaar hii biimaar hai be-kaar hai
Charagh Sharma
Ghazal
aa rahii hai KHud-baKHud shaayad ko.ii manzil qariib
mehrbaa.n yuu.n qaafila-saalaar pahle to na thaa
Qateel Shifai
Ghazal
saf se niklaa miraa saalaar rajaz pa.Dhte hu.e
aur phir merii taraf chal pa.Daa aGyaar ke saath
Aatif Waheed Yasir
Ghazal
aage niklaa hai to phir aage nikaltaa chalaa jaa
piichhe haTte hu.e saalaar kii jaanib mat dekh
Azhar Abbas
Ghazal
baadbaa.n naaz se lahraa ke chalii baad-e-muraad
kaarvaa.n iid manaa qaafila-saalaar aayaa
Josh Malihabadi
Ghazal
andoh-o-dard-o-Gam ne kiyaa azm jab idhar
ham ko adam se qaafila-saalaar kar chale
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
anjaam to zaahir thaa safe.n TuuT chukii thii.n
saalaar-e-mu.azzaz sar-e-lashkar bhii nahii.n thaa
Hilal Fareed
Ghazal
ko.ii manzil tirii niyyat se kabhii raushan ho
ai mire qaafila-saalaar kahaa.n jaa.uu.n mai.n